Tu Badi Dukhi Hai Fatima (Sa) Noha Lyrics
Tu Badi Dukhi Hai Fatima (Sa) Ab Bhi Ro Rahi Hai Fatima (Sa) 1) Jo Rida Teri Hai Fatima (Sa) Khun Se Bhari Hai Fatima (Sa) 2) Pasliyo Se Ris Raha Hai Khun Sa'ans Le Rahi Hai Fatima (Sa) 3) Chup Ke Dekh Tey Hai Murtaza Chup Ke Ro Rahi Hai Fatima (Sa) 4) Fatima (Sa) Ko Kha Gayi Ye Baat Jhut Keh Rahi Hai Fatima (Sa) 5) Thokaro Se Marte Ho Kiyu? Dukhtar e Nabi (S) Hai Fatima (Sa) 6) Gir Gaye Hai Munh Ke Bal Ali (As) Aaj Chal Basi Hai Fatima (Sa) 7) Neend Se Hussain (As) Uth Gaye Yaad A'arahi Hai Fatima (Sa) 8) Qatilo Ke Nam Bhi Na Lu Kaisi Be Basai Hai Fatima (Sa) 9) "Mir" Bas Ghadeer Ke Liye Aag Par Chali Hai Fatima (Sa) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Written By Mir Sajjad Mir Recited By Mir Sajjad Mir & Mir Hasan Mir • Shia Screen.....
Comments